Lyrics of Hindi song Awara Hawa Ka Jhoka Hu from Album Tum To Thahre Pardesi is sung by Altaf Raja and Awara Hawa Ka Jhoka Hu lyrics are penned by Qaiser Ul - Jaffri, while its music is composed by Late Mohd. Shafi Niyazi.
Song - Awara Hawa Ka Jhoka Hu
Album - Tum To Thahre Pardesi
Singer - Altaf Raja
Music - Late Mohd. Shafi Niyazi
Lyrics - Qaiser Ul - Jaffri
Awara Hawa Ka Jhoka Hu Lyrics
Kabhi To Shaam Dhale Apne Ghar Gaye Hote
Kisi Ki Aankh Me Rah Kar Sanwar Gaye Hote
Ghazal Ne Behte Huye Phool Chun Liye Warna
Gamo Main Dub Ke Hum Mar Gaye Hote
Awara Hawa Ka
Awara Hawa Ka Jhoka Hoon
Aa Nikala Hoon Pal Do Pal Ke liye
Awara Hawa Ka Jhoka Hoon
Aa Nikala Hoon Pal Do Pal Ke liye
Awara Hawa Ka Jhoka Hoon
Aa Nikala Hoon Pal Do Pal Ke liye
Awara Hawa Ka Jhoka Hoon
Awara Hawa Ka Jhoka Hoon
Aa Nikala Hoon Pal Do Pal Ke liye
Aa Nikala Hoon Pal Do Pal Ke liye
Daulat Na Koi Taaj Mahal Chhod Jaayenge
Daulat Na Koi Taaj Mahal Chhod Jaayenge
Hum Apni Yaadgar Ghazal Chhod Jaayenge
Tu Maan Jitani Chahe Hamari Hasi Udao
Rota Hua Magar Tumhe Kal Chhod Jaayenge
Aa Nikla Hoon Pal Do Pal Ke liye
Aa Nikla Hoon Pal Do Pal Ke liye
Zarro Main Reh Guzar Ke Chamak Chhod Jaaunga
Zarro Main Reh Guzar Ke Chamak Chhod Jaaunga
Pahchan Apni Door Talak Chhod Jaayenga
Khamoshio Ki Maut Ganwara Nahi Mujhe
Sheesha Hoon Tut Kar Bi Khanak Chhod Jaayenga
Aa Nikla Hoon Pal Do Pal Ke liye
Aa Nikla Hoon Pal Do Pal Ke liye
Awara Hawa Ka Jhoka Hoon
Aa Nikla Hoon Pal Do Pal Ke liye
Aa Nikla Hoon Pal Do Pal Ke liye
Tum Aaj To Patthar
Tum Aaj To Patthar Barsa Lo
Kal Roge Mujhe Pagal Ke Liye
Tum Aaj To Patthar
Tum Aaj To Patthar Barsa Lo
Kal Roge Mujh Pagal Ke Liye
Tum Aaj To Patthar Barsa Lo
Kal Roge Mujh Pagal Ke Liye
Tum Aaj To Patthar Barsa Lo
Kal Roge Mujh Pagal Ke Liye
Khushboo Naa Sahi Rangat Naa Sahi
Khushboo Naa Sahi Rangat Naa Sahi
Phir Bhi Hai Wafa Ka Nazrana
Phir Bhi Hai Wafa Ka Nazrana
Phir Bhi Hai Wafa Ka Nazrana
Phool miyar Tak Nahi Pahucha
Phool miyar Tak Nahi Pahucha
Daman'e Yaar Tak Nahi Pahucha
Ho Gaya Vo Khafat Se azad
Phir Bhi Gulzar Tak Nahi Pahucha
Phir Bhi Hai Wafa Ka Nazrana
Phir Bhi Hai Wafa Ka Nazrana
Jo Teer Bhi Aata Hai Wo Khali Nahi Jata
Jo Teer Bhi Aata Hai Wo Khali Nahi Jata
Mayus Mere Dard Se Sabali Nahi Jata
Are Kante Hi Kiya Karte Hai Phoolo Ki Hifazad
Pholo Ko Bachane Koi Mali Nahi Jata
Phir Bhi Hai Wafa Ka Nazrana
Phir Bhi Hai Wafa Ka Nazrana
Khushboo Naa Sahi Rangat Naa Sahi
Phir Bhi Hai Wafa Ka Nazrana
Phir Bhi Hai Wafa Ka Nazrana
Pat Zhad Se Chura Kar
Pat Zhad Se Chura Kar Laya Hu
Do Phool Tere Aanchal Ke Liye
Pat Zhad Se Chura Kar Laya Hu
Do Phool Tere Aanchal Ke Liye
Pat Zhad Se Chura Kar Laya Hu
Do Phool Tere Aanchal Ke Liye
Dil Aur Jigar To Kuch Bhi Nahi
Dil Aur Jigar To Kuch Bhi Nahi
Ek Baar Ishara To Karde
Ek Baar Ishara To Karde
Ek Baar Ishara To Karde
Aaj Woh Bhi Ishq Ke Maare Nazar Aane Lage
Aaj Woh Bhi Ishq Ke Maare Nazar Aane Lage
Unki Bhi Neend Ud Gayi Taare Nazar Aane Lage
Aankh Viraan Dil Pareshaan Zulf Marham Lab Khamosh
Aankh Viraan Dil Pareshaan Zulf Marham Lab Khamosh
Ab Toh Wo Kuch Aur Bhi Pyare Nazar Aane Lage
Ek Baar Ishara To Karde
Ek Baar Ishara To Karde
Ye Aaine Jo Tumhe Kam Pasand Karte Hai
Ye Aaine Jo Tumhe Kam Pasand Karte Hai
Woh Jante Hai Tumhe Hum Pasan Karte Hai
Ek Baar Ishara To Karde
Ek Baar Ishara To Karde
Dil Aur Jigar To Kuch Bhi Nahi
Ek Baar Ishara To Karde
Ek Baar Ishara To Karde
Main Khud Ko Jala Bhi Sakta Hoon
Main Khud Ko Jala Bhi Sakta Hoon
Teri Aankho Ke Kaazal Ke Liye
Main Khud Ko Jala Bhi Sakta Hoon
Teri Aankho Ke Kaazal Ke Liye
Main Khud Ko Jala Bhi Sakta Hoon
Teri Aankho Ke Kaazal Ke Liye
Hum Log Hai Aise Deewane
Hum Log Hai Aise Deewane
Jo Zid pe Kabhi Aa Jaaye To
Jo Zid pe Kabhi Aa Jaaye To
Jo Zid pe Kabhi Aa Jaaye To
Ishq Main Jo Bhi Muftila Hoga
Ishq Main Jo Bhi Muftila Hoga
Uska Andaaz Hi Juda Hoga
Aur Bhav Kyun Gir Gaya Hai Sone Ka
Bhav Kyun Gir Gaya Hai Sone Ka
Usne Peetal Pahen Liya Hoga
Jo Zid Pe Kabhi Aa Jaaye To
Jo Zid Pe Kabhi Aa Jaaye To
Shaher Ki Ek Ameer Jadi Ko
Shaher Ki Ek Ameer Jadi Ko
Kal In Aankhon Se Maine Dekha Tha
Thik Us Waqt Meri Haske Mere Mijaaj Puchha Tha
Jo Zid Pe Kabhi Aa Jaaye To
Jo Zid Pe Kabhi Aa Jaaye To
Hum Log Hai Aise Deewane
Jo Zid Pe Kabhi Aa Jaaye To
Jo Zid Pe Kabhi Aa Jaaye To
Sehra Se Utha Kar
Sehra Se Utha Kar Layenge
Jhankar Teri Payal Ke Liye
Sehra Se Utha Kar Layenge
Jhankar Teri Payal Ke Liye
Sehra Se Utha Kar Layenge
Jhankar Teri Payal Ke Liye
Ye Khel Tamasha Lagta Hai
Ye Khel Tamasha Lagta Hai
Taqdeer Ke Ghulshan Ka Shayad
Taqdeer Ke Ghulshan Ka Shayad
Taqdeer Ke Ghulshan Ka Shayad
Phool Ke Sath Sath Ghulshan Mein
Sochta Hoon Babul Bhi Honge
Phool Ke Sath Sath Ghulshan Mein
Sochta Hoon Babul Bhi Honge
Kya Hua Usne Bewafai Ki
Uske Apne Asool Bhi Honge
Taqdeer Ke Ghulshan Ka Shayad
Taqdeer Ke Ghulshan Ka Shayad
Yun Badi Der Se Paimana Liye Baitha Hoon
Yun Badi Der Se Paimana Liye Baitha Hoon
Koi Dekhe To Ye Samjhe Peeye Baithe Hoon
Zindagi Bhar Ke Liye Rooth Ke Jaane Wale
Zindagi Bhar Ke Liye Rooth Ke Jaane Wale
Main Abhi Tak Teri Tasveer Liye Baitha Hoon
Taqdeer Ke Ghulshan Ka Shayad
Taqdeer Ke Ghulshan Ka Shayad
Ye Khel Tamasha Lagta Hai
Taqdeer Ke Ghulshan Ka Shayad
Taqdeer Ke Ghulshan Ka Shayad
Kaante Hai Mere
Kaante Hai Mere Daaman Ke Liye
Aur Phool Tere Aanchal Ke Liye
Kaante Hai Mere Daaman Ke Liye
Aur Phool Tere Aanchal Ke Liye
Kaante Hai Mere Daaman Ke Liye
Aur Phool Tere Aanchal Ke Liye
Awara Hawa Ka Jhoka Hoon
Aa Nikla Hoon Pal Do Pal Ke Liye
Awara Hawa Ka Jhoka Hoon
Aa Nikla Hoon Pal Do Pal Ke Liye
Tum Aaj To Patthar Barsa Lo
Kal Roge Mujh Pagal Ke Liye
Tum Aaj To Patthar Barsa Lo
Kal Roge Mujh Pagal Ke Liye
Kal Roge Mujh Pagal Ke Liye
More Lyrics
Kal Roge Mujh Pagal Ke Liye
Kal Roge Mujh Pagal Ke Liye
Kal Roge Mujh Pagal Ke Liye